Ibn-e-Insha The Great Poet
- Join GroupJoining...Group Joined!
- Report Abuse
- Join GroupJoining...
-
Phir wohi dasht wohi dasht ki tanhai hay Wehshat-e-dil nay kahin ka bhi na rakha logo (Ibn-e-Insha) Hum ghoom chuke basti ban main ik aas ki phans leye man main koi sajan ho, koi piyara ho koi depak ho, koi tara ho jab jewan raat undhairi ho IK BAAR KAHO TUM MERI HO jab sawan badal chaay hoon jab phagan phool khilaay hoon jab chanda roop lutata ho jab soraj dhoop nahata ho ya shaam nay basti ghairi ho IK BAAR KAHO TUM MERI HO haan dill ka daman phaila hay kyu gori ka dill maila hay hum kab tak peet k dhoke main tum kab tak door jharoke main kab deed sey dill ko sairi ho IK BAAR KAHO TUM MERI HO kiya jhagra sood khasare ka ye kaaj nahi banjaare ka sab sona roopa lay jaay sab duniya, duniya lay jaay tum aik mujhe bohteri ho IK BAAR KAHO TUM MERI HO
Interests and Hobbies - Reading - Poetry
English
Public
November 1, 2019 at 6:55am
5
284